Skip to main content

AGAR TUM SAATH HO LYRICS | Tamasha | Ranbir Kapoor, Deepika Padukone | Bollywood Song Lyrics

AGAR TUM SAATH HO SONG LYRICS | Tamasha | Ranbir Kapoor, Deepika Padukone | T-Series - ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH 

This song is from bollywood movie Tamasha which is relesing in 2015 , the song is sung by two legends Alka Yagnik and Arjit Singh. The Lyrics is written by Irshad Kamil and the music composed by A.R. Rahman.

Singer ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH
Music A.R. RAHMAN
Song Writer T-SERIES

Pal bhar thahar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karun
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun
Bin bole baatein tumse karun
'gar tum saath ho..
Agar tum saath ho

Behti rehti..
Nahar nadiya si teri duniya mein
Meri duniya hai teri chaahaton mein
Main dhal jaati hoon teri aadaton mein
'gar tum saath ho

Teri nazron mein hai tere sapne
Tere sapno mein hai naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Palkein jhapakte hi din ye nikal jaaye
Bethi bethi bhaagi phirun
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun
Bin bole baatein tumse karun
'gar tum saath ho
Agar tum saath ho

Teri nazron mein hai tere sapne
Tere sapno mein hai naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai

Agar tum saath ho
Dil ye sambhal jaaye
(Agar tum saath ho)
Har gham phisal jaaye
(Agar tum saath ho)
Din ye nikal jaaye
(Agar tum saath ho)
Har gham phisal jaaye


Comments

Popular posts from this blog

Mile Sur Mera Tumhara Lyrics - (Hindi/English)

Mile Sur Mera Tumhara Lyrics - Pandit Bhimsen Joshi, M Balamuralikrishna, Lata Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Shubhangi Bose, Suchitra Mitra Lyrics Singer Pandit Bhimsen Joshi, M Balamuralikrishna, Lata Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Shubhangi Bose, Suchitra Mitra Music Pandit Bhimsen Joshi, Ashok Patki, Louis Banks Song Writer Piyush Pandey Mile Sur Mera Tumhara Lyrics in Hindi मिले सुर मेरा तुम्हारा तो सुर बने हमारा सुर की नदिया हर दिशा से बह के सागर में मिले बादलों का रूप ले कर बरसे हल्के हल्के मिले सुर मेरा तुम्हारा तो सुर बने हमारा मिले सुर मेरा तुम्हारा चॉन्य् तरज़ तय म्यॉन्य् तरज़ इक-वट बनि यि सॉन्य् तरज़ तेरा सुर मिले मेरे सुर दे नाल मिलके बणे इक नवा सुर ताल मिले सुर मेरा तुम्हारा तो सुर बने हमारा मुहिंजो सुर तुहिंजे साँ प्यारा मिले जडेंह गीत असाँजो मधुर तरानो बणे तडेंह सुर का दरिया बह के सागर में मिले बदलाँ दा रूप लैके बरसन हौले हौले इसैन्दाल नम्म इरुवरिन सुरमुम नमदक्कुम तिसै वॆरु आनालुम आऴि सेर मुगिलाय मऴैयय पोऴिवदु पोल इसै नम इस

Kabhii Tumhhe Female Lyrics

Kabhii Tumhhe – Female Version Official Video | Shershaa - Palak Muchhal Lyrics Singer Palak Muchhal Music Javed - Mohsin Song Writer Rashmi Virag Mere tumhare khawab woh saare Dekhe the jo sach honge yahin Honge judaa na tumne kaha tha Aayega pal yeh socha nahin Yeh bhi kaha tha tumne mujhe Main durr na jaaunga Dil ko mere na samajh aaya Tera bin boley chale jaana Kabhi tumhe yaad meri aaye Raah se meri guzar jaana Tum agar manaoge toh maan jaaungi Main tere bulane pe laut aaungi Har safar mein saath tera Main yuhi nibhaungi Kabhi tumhe yaad meri aaye Palkon ko apni uthalena Saaf dikhungi main tumko wahin Jo na dikhun toh bata dena Kabhi mujhe der jo ho jaaye Waqt ko thoda bacha lena Phir se milongi main tumko wahin Jo na miloon toh saza dena

Pyaar Ek Tarfaa Lyrics | Amaal Mallik | Shreya Ghoshal Official

Pyaar Ek Tarfaa | Amaal Mallik | Shreya Ghoshal Official | Jasmin Bhasin | Manoj Muntashir - Amaal Mallik & Shreya Ghoshal Lyrics Pyaar Ek Tarfa lyrics are sung by Amaal Mallik and Shreya Ghoshal . The lyrics of Pyaar Ek Tarfa are written by the famous Manoj Muntashir. Singer Amaal Mallik & Shreya Ghoshal Singer Amaal Mallik Song Writer | Manoj Muntashir Na maine kuch kaha hai Na usne kuch suna hai Ye khwaab toh akele Meri aankhon ne buna hai Tadap hai sirf meri Guroor bas mera hai Nahi woh isme shaamil Kusoor bas mera hai Toh kya hua jo haal woh mera nahi samajhta Mera pyaar...ek tarfaa Mera pyaar...ek tarfaa Ye bahaar...ek tarfaa Mera pyaar…ek tarfaa Kabhi din hai dhundhle dhundhle Kabhi dhoop jaisi raatein Koi sarfira hi samjhe Ye sarfiri si baatein Kahin tohfe aur duaayein Main fizool bhejti hoon Uski taraf se khudko Main phool bhejti hoon Ajeeb sa nasha hai Ye nasha nahi utarta Mera pyaar...ek tarfaa Mera pyaar...ek tarfa