Skip to main content

Khushi Jab Bhi Teri Lyrics |Jubin Nautiyal, Khushalii Kumar

Khushi Jab Bhi Teri Song |Jubin Nautiyal, Khushalii Kumar | Rochak Kohli, A M Turaz | Bhushan K - Jubin Nautiyal Lyrics

This Khushi Jab Bhi Teri Lyrics is written by AM Turaz . This song is sung by a hit machine Jubin Nautiyal .
Singer Jubin Nautiyal
Singer Rochak Kohli
Music Rochak Kohli
Song Writer A M Turaz

Saari galiyan teri jagmaga dunga main
Har subha teri khudko bana dunga main
Saari galiyan teri jagmaga dunga main
Har subha teri khudko bana dunga main

Tu chalegi jo ghar se nikal ke kahin
To raste mein khud ko bichha doonga main
Khuda jane mujhme tu kya dekhti hai
Main tujhme khuda ka karam dekhta hu

Khushi jab bhi teri
Ho khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu

Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu

Kai roz tak paani peeta nahi phir
Ho kai roz tak paani peeta nahi phir
Main jab teri aankhon ko nam dekhta hu
Khushi jab bhi teri
Ho tu dekhe na dekhe hamein gham nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi
Tu dekhe na dekhe hamein gham nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi

Khyalon mein har pal hi rehta hai tu
Yeh rehne ko zinda hamein kamm nahi

Tere sath ke ek lamhe mein bhi main
Tere sath ke 100 janam dekhta hu


Saari galiyan teri jagmaga dunga main
Har subha teri khudko bana dunga main
Saari galiyan teri jagmaga dunga main
Har subha teri khudko bana dunga main

Tu chalegi jo ghar se nikal ke kahin
To raste mein khud ko bichha doonga main
Khuda jane mujhme tu kya dekhti hai
Main tujhme khuda ka karam dekhta hu


Khushi jab bhi teri
Ho khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu

Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu

Kai roz tak paani peeta nahi phir
Ho kai roz tak paani peeta nahi phir


Main jab teri aankhon ko nam dekhta hu
Khushi jab bhi teri
Ho tu dekhe na dekhe hamein gham nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi
Tu dekhe na dekhe hamein gham nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi

Khyalon mein har pal hi rehta hai tu
Yeh rehne ko zinda hamein kamm nahi

Tere sath ke ek lamhe mein bhi main
Tere sath ke Sau janam dekhta hu


Khushi jab bhi
Tujhko kiya yaad dunia bhulayi hai
Seene mein aisi lagan ek lagayi hai
Teri tanhai meri jaan pe ban aayi hai
Milne ki maangun duaa
Milne ki maangun duaa

Nazar bhar ke jab dekhta hu tujhe main
To zakhmon pe dil ke marham dekhta hu

Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu
Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu
Khushi jab bhi teri

Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri








Comments

Popular posts from this blog

Mile Sur Mera Tumhara Lyrics - (Hindi/English)

Mile Sur Mera Tumhara Lyrics - Pandit Bhimsen Joshi, M Balamuralikrishna, Lata Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Shubhangi Bose, Suchitra Mitra Lyrics Singer Pandit Bhimsen Joshi, M Balamuralikrishna, Lata Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Shubhangi Bose, Suchitra Mitra Music Pandit Bhimsen Joshi, Ashok Patki, Louis Banks Song Writer Piyush Pandey Mile Sur Mera Tumhara Lyrics in Hindi मिले सुर मेरा तुम्हारा तो सुर बने हमारा सुर की नदिया हर दिशा से बह के सागर में मिले बादलों का रूप ले कर बरसे हल्के हल्के मिले सुर मेरा तुम्हारा तो सुर बने हमारा मिले सुर मेरा तुम्हारा चॉन्य् तरज़ तय म्यॉन्य् तरज़ इक-वट बनि यि सॉन्य् तरज़ तेरा सुर मिले मेरे सुर दे नाल मिलके बणे इक नवा सुर ताल मिले सुर मेरा तुम्हारा तो सुर बने हमारा मुहिंजो सुर तुहिंजे साँ प्यारा मिले जडेंह गीत असाँजो मधुर तरानो बणे तडेंह सुर का दरिया बह के सागर में मिले बदलाँ दा रूप लैके बरसन हौले हौले इसैन्दाल नम्म इरुवरिन सुरमुम नमदक्कुम तिसै वॆरु आनालुम आऴि सेर मुगिलाय मऴैयय पोऴिवदु पोल इसै नम इस

Mehendi Lyrics | Dhvani Bhanushali | Gurfateh P | Vishal Dadlani

Mehendi - Song | Dhvani Bhanushali | Gurfateh P | Vishal Dadlani | Vinod B | Lijo-Chetas | Priya S - Dhvani Bhanushali Lyrics The Mehendi Lyrics is written by Dhvani Bhanushali and the lyrics of mehendi is written by Priya Saraiya. Singer Dhvani Bhanushali Singer Lijo George - Dj Chetas Music Lijo George - Dj Chetas Song Writer Priya Saraiya Gehri Saheli Meri Puchhe Mujhe Kitna Sajan Tera Chahe Tujhe Gehri Saheli Meri Puchhe Mujhe Kitna Sajan Tera Chahe Tujhe Ho Naino Mein Mere Naino Mein Mere Chehra Tera Tere Hathon Mein Laali Mere Naam Ki Mehendi Mehendi Tera Ve Maad Ve Naino Rang Gayo Gujarat Re Mehendi Rang Laagyo Rang Laagyo Re Mehendi Tera Ve Maad Ve Naino Rang Gayo Gujarat Re Mehendi Rang Laagyo Rang Laagyo Re Mehendi Tera Ve Maad Ve Naino Rang Gayo Gujarat Re Mehendi Rang Laagyo Janmon Janmon Ki Bandhi Hai Preet Re Tode Se Bhi Na Toote Kabhi Dekha Aankhon Ne Supna Ik Pyar Ka Supna Pyara Na Toote Kabhi Ho Chhode Se Bhi Na Chhod

Kabhii Tumhhe Female Lyrics

Kabhii Tumhhe – Female Version Official Video | Shershaa - Palak Muchhal Lyrics Singer Palak Muchhal Music Javed - Mohsin Song Writer Rashmi Virag Mere tumhare khawab woh saare Dekhe the jo sach honge yahin Honge judaa na tumne kaha tha Aayega pal yeh socha nahin Yeh bhi kaha tha tumne mujhe Main durr na jaaunga Dil ko mere na samajh aaya Tera bin boley chale jaana Kabhi tumhe yaad meri aaye Raah se meri guzar jaana Tum agar manaoge toh maan jaaungi Main tere bulane pe laut aaungi Har safar mein saath tera Main yuhi nibhaungi Kabhi tumhe yaad meri aaye Palkon ko apni uthalena Saaf dikhungi main tumko wahin Jo na dikhun toh bata dena Kabhi mujhe der jo ho jaaye Waqt ko thoda bacha lena Phir se milongi main tumko wahin Jo na miloon toh saza dena